Hua bhi kuch ...par dil khabrata hai jo mann kahen ..ushe nahi apnaata hai jaane kya sochta hai yuh andhar hee andhar ruki baat hotho pe aaye na kabhi sabdo ka tehra hai jaise koi samandar. Koi kuch kahen toh ankhen bhar aati hai khamoshi kisi ki .. kuch bechain kar jaati hai kya hai yeh..kyu hai yeh...jaane kaisa hai manzar kis modh khade hain ... samajh na aaye sabdo ka tehra hai jaise koi samandar. Chua jo ushne paane ki chahat si hui aaye jo zindagi mai ... dil ko kuch rahat si hui phir bhi darta yeh dil..koi aajaye na bawandar bhikhara agar kuch .. chup hai yeh soch kar sabdo ka tehra hai jaise koi samandar. Its all about acceptance ......! copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta