Jag bhi sunaa sa
raahien bhi nam padi
yaadein bhi feki si
mushkaanein bhi kam padi
aisa hee kuch adhura sa safar hai
armaano ko naa mili manzil
sab jaane ke bhi tu bekhabar hai.
Nighaahein pathraai meri
saanse sulaga gai hai
doobi khamoshi mai jaan
dharkan ulajh gai hai
tu nai tera intzaar magar hai
kaisi yeh preet teri..kyu
sab jaane ke bhi tu bekhabhar hai.
Iraade kamzor pade
toh hosle tut rahe hain
dooriyon ke darmiyaan
kuch rishte chut rahe hain
teri saanso pe meri yaadein beasar hain
main rahun pass tere phir..bhi
sab jaan ke bhi tu bekhabar hai.
raahien bhi nam padi
yaadein bhi feki si
mushkaanein bhi kam padi
aisa hee kuch adhura sa safar hai
armaano ko naa mili manzil
sab jaane ke bhi tu bekhabar hai.
Nighaahein pathraai meri
saanse sulaga gai hai
doobi khamoshi mai jaan
dharkan ulajh gai hai
tu nai tera intzaar magar hai
kaisi yeh preet teri..kyu
sab jaane ke bhi tu bekhabhar hai.
Iraade kamzor pade
toh hosle tut rahe hain
dooriyon ke darmiyaan
kuch rishte chut rahe hain
teri saanso pe meri yaadein beasar hain
main rahun pass tere phir..bhi
sab jaan ke bhi tu bekhabar hai.
Comments
Post a Comment