Khud apne zakhmo pe dawa laga lete hain hum
ankhon ki nami mai bhi.. muskuralete hain hum
tuti si faans chubti hai, tute se waado mai
kosish kar rahe hai bahut phir bhi ..
woh mohabaat naa rahi iraado mai.
Nafrat thi dikhaawe se ..ab khud dikhawa kar lete hain
khush hai bahut ish zindagi mai..yeh dawa kar lete hain
masoom se ehsaasho ko dafnaa dia yaadon mai
khawish thi bahut jeene ki ..par aab
woh mohabaat naa rahi iraado mai.
Pehle sabdo ki bahaar thi..ab chupaate hain bahut
khamsoh nigaahon se keh jaate hain bahut
jatli hai jaan pichle kuch khawabo mai
milega bahut..milna bahut kuch hai baaki.. par
woh mohabaat naa rahi iraado mai.
copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta

Comments
Post a Comment