Kal ke pane the, jo beet gaye
woh kya din the, jinh mai haar ke bhi jeet gaye
aab aaye naa woh mosam bahaar ka
ruk ruk ke saanse chale meri
phir naa chu paayege, din pyaar ka..!
Khamoshi ki baaton se, labo pe muskaan thi
khawabo mai base hum, ek duje mai basi jaan thi
lamha jaane kyu tuta woh aitbaar ka
mil ke bhi mil naa paaye hum
phir naa chu paayenge, din pyaar ka.. !!
kal ki hasi, aaj ki yaad ban gai
roshni chahat ki..tanhai ko barbaad kar gai
lavz kamzoor pad gaye ..kal ke izhaar ke
juda hoke bhi judaa na ho sake hum.. phir bhi
phir naa chu paayenge.. din pyaar ke..!!
copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta

Comments
Post a Comment