Hosh rehta kahan hain, khoye hai bus teri yaadon mai
mithas mahsoos ki thi har pal ki.. teri meethi baaton mai
itni mohabaat, itna ishq, jaane kaise itna samajha humne pyar ko
chupaa ke rakha, dabaa ke rakha, phir bhi nazar lag gayi
kuch silaa naa mila ..chahat ke ish intzaar ko.. !
Ruthe bhi tumse, tumhe manaya bhi
sukoon dil ka tum, tumne sataya bhi
dheeme se, halke sabdo mai baya kiya izhaar ko
dooriyan phir bhi reh gai darmiyaan
kuch silaa naa mila.. chahat ke ish intzaar ko .. !
Mosamo ki tarah jaise badal gai zindagi si
fika rang pada pyaar ka .. tuti tuti bikar gai ashiqui si
adhure rang, adhure sapne, bhar naa paaye bich mai aayi daraar ko
naa tum wapas aaye.. naa pukaar tumhe humne
kuch silaa naa mila.. chahat ke ish intzaar ko ..!!

Comments
Post a Comment