Jaane kahan chut gayi gali woh,
jahan kabhi mantoo ka mela tha
jaane kaise guzar gaye pal woh
jab ek pal naa dil akela tha
aab toh afsaano se lagte hain beetien pane pyaar ke
hum toh addhure se reh gaye
jab se tumne tode.... sheeshe aitbaar ke.
Masoom sikhaayto mai
chupi thi mithas koi
halke halke dabe paao se
laya tha zindgi mai sogaat koi
ab naa woh roshni hai.. naa ishaare hain izhaar ke
tarap tarap ke yuh hee mar jaayegne
jab se tumne todhe ....sheeshe aitbaar ke.
Asmaa ke rango mai
gunji si ashiqui thi
hawaaon mai fizaao mai
mahsoos ki har khushi thi
jhoke se jo tuta ashiyana humara.. ki tut hee gaye pal intzaar ke
hum na hum rahe.. sab badal gaye
jab se tumne tode ....sheeshe aitbaar ke.

Comments
Post a Comment