Kuch kachaa sa laga rang tera
kuch pakaa sa lage sang tera
abhi imtihaan aur bhi nibhaane hai
mazil bahut door sahi
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Teri ore chalu mai kya kasoor hai mera
roke na ruke yeh...dil majboor hai mera
palko tale chupe jo sapne woh churaane hain
girte padhte sambhale ek duje ko
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Dor bandhi ..kuch lamhe suljhe
nindo ki khawisho mai kuch armaan uljhe
meri ankhon mai chupe afsaane dikhaane hai
mil jaayege yuh chalte chalte
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Some of the journey are simply beautiful...... because you have a wonderful companion walking along with u.
kuch pakaa sa lage sang tera
abhi imtihaan aur bhi nibhaane hai
mazil bahut door sahi
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Teri ore chalu mai kya kasoor hai mera
roke na ruke yeh...dil majboor hai mera
palko tale chupe jo sapne woh churaane hain
girte padhte sambhale ek duje ko
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Dor bandhi ..kuch lamhe suljhe
nindo ki khawisho mai kuch armaan uljhe
meri ankhon mai chupe afsaane dikhaane hai
mil jaayege yuh chalte chalte
tute fute raste bhi laage suhaane hain.
Some of the journey are simply beautiful...... because you have a wonderful companion walking along with u.
Comments
Post a Comment