Hua bhi kuch ...par dil khabrata hai
jo mann kahen ..ushe nahi apnaata hai
jaane kya sochta hai yuh andhar hee andhar
ruki baat hotho pe aaye na kabhi
sabdo ka tehra hai jaise koi samandar.
Koi kuch kahen toh ankhen bhar aati hai
khamoshi kisi ki .. kuch bechain kar jaati hai
kya hai yeh..kyu hai yeh...jaane kaisa hai manzar
kis modh khade hain ... samajh na aaye
sabdo ka tehra hai jaise koi samandar.
Chua jo ushne paane ki chahat si hui
aaye jo zindagi mai ... dil ko kuch rahat si hui
phir bhi darta yeh dil..koi aajaye na bawandar
bhikhara agar kuch .. chup hai yeh soch kar
sabdo ka tehra hai jaise koi samandar.
Its all about acceptance ......!
copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta

Comments
Post a Comment