Chuli jo nami aankhon ki
toh yeh lab muskurane lage
aaye jo kuch aur karib
lamhe kuch sarmaane lage
pehli mohabaat ki yahi razaa hai
band palko mai sharat chupi ho
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
Khule asmaan ke rango mai
aur kuch sapne rang chale
ek tanha si raaha pe
woh humare sang chale
mithi si chubhan koi... kaisi yeh sazaa hai
dabe lazfo mai izhaar karun
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
Ankahen se palo ka
kuch aisa sa asar hogaya
door hui duniya meri...
bekhudi mai sabse bekharab hogaya
dil ki chori mai aapna hee ishq-e-mazaa hai
hain pe naa bolun..naa pe hain ..
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta
toh yeh lab muskurane lage
aaye jo kuch aur karib
lamhe kuch sarmaane lage
pehli mohabaat ki yahi razaa hai
band palko mai sharat chupi ho
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
Khule asmaan ke rango mai
aur kuch sapne rang chale
ek tanha si raaha pe
woh humare sang chale
mithi si chubhan koi... kaisi yeh sazaa hai
dabe lazfo mai izhaar karun
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
Ankahen se palo ka
kuch aisa sa asar hogaya
door hui duniya meri...
bekhudi mai sabse bekharab hogaya
dil ki chori mai aapna hee ishq-e-mazaa hai
hain pe naa bolun..naa pe hain ..
pyaar ki yeh masoom si adaa hai.
copyright, All Rights Reserved 2013, Richa Gupta
Comments
Post a Comment