Masoom zindagi yuh ghayal si hogai
jaise titli koi tufaano mai kho gai
yuh tut ke bikhar jaayenge hum yeh soch naa tha
rangeen afsaane chahat ke bus ek dhoka saa tha
ab toh bus sametne mai lage hai bikhre moti aitbaar ke
chaha ke bhi chahaa na paayenge phir kisi ko
aisa kuch mahsoos hota hai ...haar ke pyaar se..!
Kut kut ke dhoka kyu hai rishto mai
ab toh yeh haal raha naa aitbaar hai farishto mai
mosam jo ruthe toh bheed mai bhi tanhaai hai
har chehre ke peche, har ehsaas mai logo ke bewaafi hai
dar sa lagta hai ab khusiyon ke deedar se
pal do pal ki umar jinki.. jo sath rahe naa mere kabhi
aisa kuch mahsoos hota hai ..haar ke pyaar se..!
Log nai badalte, bus kuch naqaab hat jaate hain
ishq nai chalta hume, bus jooth ke badal jath jaate hain
mann ke kono mai lagi dhoop se naraaz zindagi hai
ushke paaye joothe sach se hairaan ashiqui hai
meri vafao ke rang adhure rah gaye ushke banawati ishaar se
woh mera ho naa saka, hume ushe chod naa paaye
aisa kuch mahsoos hota hai ..haar ke pyaar se.. !!

Comments
Post a Comment