Roo bhi naa sakun, ankhon se teri tasvir beh naa jaaye kahin aage badh naa sakun..beete kal ki yaadien reh naa jaaye kahin kosish bahut ki .. paar ankhon ka sabar nam pad jata hai jitna bhi kar lo... jaise bhi nibhaalo magar .. yeh pyaar jo hai... hamesha kam pad jata hai. Neend jo tute.. tere khawaabo se door naa hojaaun kahin labz bhi surkh hoothon pe reh gaye.. itni majboor na hojaaun kahin muskhuraahto ke ghar mai..ek kamra ghum ka pad jata hai jataalo jitna... manaa lo jitna bhi .. par yeh pyaar jo hai .. hamesha kam pad jata hai. Baatien kaise bhoolun, khamosh na hojaye mehfil kahin mann se kaise nikaalun tumhe.. khaali naa hojaaye yeh dil kahin behlaalo jitna bhi ,dard yeh hamesha besharm pad pata hai bataado chahe...chupaalo chahe.. par yeh pyaar jo hai .. hamesha kam pad jata hai.